Saturday, May 7, 2011

Maa

Ak rishta jisse jiwan ki
shuruwat hoti hai,Pahli
mohabbat wo hai jo
sabse khas hoti hai,Ho
jaten hain haske kurban
jiske naam pe,Itani gahri maa ke mamta ki ahsas
hoti hai,Sabse naazuk hai
par tutta hi nahi,Maa ka
daman marke v chhutta
hi nahi,Mit gye lakho
apane dilo jan se,Par bari ho saka na koi maa ke
ahsan se,

No comments:

Post a Comment